10/10/2026
5 Powerful Things To Do on Last Day of Shradh Paksha - Sarva Pitru Amavasya:
1. Offer Tarpan: Jal me kale til, jao, kush aur phool milakar Dakshin disha ki taraf Pitron ke naam se arpan karein.
2. Perform Daan: Ann, vastra, ya yatha-shakti dakshina Brahman ya zaruratmand ko daan karein - isse Pitra tript hote hain.
3. Light Diya under Peepal Tree: Shaam ko Peepal ke ped ke niche sarson ke tel ka diya jalayein, ye Pitra ka marg roshan karta hai.
4. Feed Crow, Cow & Dog: Kawa Pitron ka doot mana jata hai, Gau aur Kutte ko bhojan dena Pitru Dosha ko shant karta hai.
5. Chant Pitru Mantra: 108 baar “Om Pitribhyah Namah” ya Pitru Gayatri ka jaap karein, aur Shrimad Bhagwat Gita ka 7th adhyay padhein.
-