09/11/2026
Sardi mein bachda bachana hai? 🥶🐮 Yeh 5 galtiyan mat karna 👇
5️⃣ Geela, thanda farsh — neeche sookha bhoosa bichhaao
4️⃣ Thanda doodh pilaana — hamesha gunguna do
3️⃣ Shed poora band kar dena — thodi hawa aane do, warna nimonia ka khatra
2️⃣ Kheess mein der — paida hone ke 1 ghante ke andar kheess zaroor
1️⃣ Naal ki safaai bhoolna — pashu-doctor ki batayi dawa lagaao
Yeh video us dost ko bhejo jiske ghar naya bachda aaya hai 🙏
📞 Falah Enterprises, Nanil Akura Road, Anantnag — 95418 52196
DairyKashmir Anantnag KashmirFarmers DairyFarming FalahEnterprises