22/08/2026
Bahu kehti hai - Ye ghar mere pati ki kamai se chalta hai.
Saas ne kuch nahi kiya.
Par ye kaun batayega ki ye ghar banane ke liye,
Saas ne apne gehne beche the.
Kadar paise ki nahi, balidan ki honi chahiye.