08/03/2025
"Naari sirf ek shabd nahi, ek shakti hai.
Jo ghar ko sanskar deti hai, samaaj ko disha deti hai, aur sansaar ko jeevan deti hai.
Beti ban kar sapne dekhti hai, maa ban kar unhe saakar karti hai, patni ban kar saathi banti hai, aur behan ban kar prem barsati hai.
Har roop mein uska ek hi sankalp hai—samarpan, prem aur shakti!
Aaj nahi, har din naari ka hai!
Happy Women's Day!"