10/02/2026
Allah hum sab ko hasidon ke hasad se, fitnon se, aur saazishon se hifazat farmaye.
Akram bhai ( ABUAIMAL) ki taraqqi se kuch logon ka jalna saaf nazar aa raha hai.
Itni nafrat, itni jalan ke ufff—
lekin Allah jise uthaata hai, use koi gira nahi sakta.
Allah sabr, hifazat aur hamesha apne hifz o amaan mein rakhe aur sazishon ka parda fash kare... Aameen.