21/06/2016
Hamare Pyaar ka aisa asar hai........
Na koi fikar thi aur na koi dar hai........
Manjil ek hai dono ki majedaar ye safar hai.......
Tu jis ghar me rahkr nakhre dikhati h
wo meri sasu ma ka ghr hai......
Pyaar itna jada karta hu tumse
Log misaale dete h ki inka pyaar amar hai......
Kuch baatein itni gahri hoti hai
Jaise gahra wo sagar hai......
Baato baato me tumhara gussa
Gusse se nikle wo sabd kahar hai.......
Ab aur mt rutho mujhse warna ek letter chhod jaunga usme likha hoga
Ki jis paani ko maine piya h usme jahar hai.....