Astrological & Vastu Research Centre

Astrological & Vastu Research Centre andhere main bhtakte huye navjvano ko sahi rah dikha kr bhvishya ko ujjwal krna aur sahi marg dikhana mukhya uddeshya h kyuki yuva hi desh k bhvishya h..

27/05/2018
"छुपा के अपना अवगुड भरे ख़ज़ाने को  रोज़ बड़ा आदमी बन दिखाते हो ज़माने को  खुली आंखें न देख सकती कभी अन्तर तेरा ...बंद आंखें ...
24/05/2018

"छुपा के अपना अवगुड भरे ख़ज़ाने को
रोज़ बड़ा आदमी बन दिखाते हो ज़माने को
खुली आंखें न देख सकती कभी अन्तर तेरा ...
बंद आंखें ही परखती सदा ज़माने को .....
जो सोया है पलके मूंद हर पल तुम्हे जगाने को न सोया था कभी वह न सोया है ..... अभी वह केवल जज़्बा वह परख रहा तेरा ....
जाग खुद को दिखाओ , बनाने वाले को ...🙏🙏🙏🙏🙏🙏

11/06/2015
11/06/2015

Param vandiniya param pujaniya sarve shri Ashutosh Marharaj ji ki kirapa se aaj se 20 sal pahale maine apne jivan ki suruat ki thi aur pichela 10 barason se Guruvar ki kirapa tale jivan gujar raha hun. Paratama se aaj prarthna karata hun ki sabhi ka jivan khushiyo se bhar den. Guruvar se parrthana hai ki ab jivan nirrthak lagane laga hai ab to aa jaao Guruvar aur apne charno me jagah de do.........
Jinda rahane ko Asu teri kasam
ik mulakat jaruri h sanam

JMGKParam vandiniya param pujaniya sarve shri Ashutosh Marharaj ji ki kirapa se aaj se 20 sal pahale maine apue jivan ki...
11/06/2015

JMGK
Param vandiniya param pujaniya sarve shri Ashutosh Marharaj ji ki kirapa se aaj se 20 sal pahale maine apue jivan ki suruat ki thi aur pichela 10 barason se Guruvar ki kirapa tale jivan gujar raha hun. Paratama se aaj prarthna karata hun ki sabhi ka jivan khushiyo se bhar den. Guruvar se parrthana hai ki ab jivan nirrthak lagane laga hai ab to aa jaao Guruvar aur apne charno me jagah de do.........
Jinda rahane ko Asu teri kasam
ik mulakat jaruri h sanam

khushi k asankhya din palon main beet jate h lekin dukh or  intzar ka ek ek pal barson k sman pratit hote h... aise smay...
20/04/2015

khushi k asankhya din palon main beet jate h lekin dukh or intzar ka ek ek pal barson k sman pratit hote h... aise smay main dherya purvak un palon ka inyzaar krna hi sreyaskar hota h...
vakt aane do tumhari jeet hogi, kyuki yadi shi arthon main tumne paramatma k nirnay ka intzar kiya h to uska phal tuhe avashya hi milega... tumhare aansu pocchne Ashu avshya aaenge.....

18/04/2015

SUPRABHATAM
her subah le kr aati h kuch khushiya kuch gam,
prabhu kahte h derne ki baat nhi tere sath h hum....
maaya pukarti h tu sath mere chal,
rahein tumhe hi chun na h aur kevel tumhe hi
kyuki smay h bhut hi kam ..............

RAASHI PHAL
mesh- vyast rhe labh hoga
vrish- bhavukta uljhano v tnav se bacche vyast rahe
mithun- mahtvapurna nirnay lene main hicch k nhi labh hoga
kark- dhan, yash, kirti main vridhi, virod ka samna kre
singh- sambandho main niketta lane k liye prayas kre
knya- aalsya ka tyag kre, der ko chod kr aage badhe
tula- parivarik daitvo ki purti k liye prayas kre, karya purna hoga
vrishchik- uphaar ya samman ka labh ek accha din
dhanu- karobaar, mkan, sampatti, nirmaan main saphalta
mker- jivika k liye kiye gye prayaso k sphal hone ka smay
kumbh- vyavsayik yojnaye phalibhut hongi
meen- purva main kiya gya prishram k sarthak hone ka din
YOU MAY CONTACT US FOR YOUR ECONOMICAL, EDUCATIONAL, OR ANY OTHER TYPE OF PROBLEM, ITS FREE OF COST,....
TIME- EVENING 4 TO 6 P.M

16/04/2015

smay h vichaar krne ka ki Shri Ram, Shri Krishan, Maa Durga kyu pujaniy h... soch kr dekhe yadi Ravan na hota, Kansh na hota, Mahishasur jaise raakchas na hote to bhi kya inka avtaar hota... us smay ek Ravan tha ek Kansh tha aur ek hi Mahishasur tha parantu aaj to gher gher main Ravan, Kansh aur her smaaj main khun k pipasu Mahishasur baste h..... kaha se layenge itne Ram , Krishan aur Maa Bhagvati.......... ye sbhi chritra anukadriy h inhone ek aadarsh ki sthapana ki thi, isliye nhi ki Ramayan, Geeta ya Durga ka chritra keval path kr k mandir main rakh de aur puja kare.. inke aadersho ka anukaran smaaj k her vyakti her maa, bhan ko kerna h, ye sbhi apke anterghat main vidyamaan h.. smaj main phele huye raakchason ka sanghar krne k liye hum main se pratek ko Ram, Krishan aur Maa Durga k chritra ka anukaren krna hoga.... tbhi vishwa main shanti aayegi...........

15/04/2015

pratah uth kr serva pratham yeh socho ki tum jaha main kyu aaye ho, aaj tk tumne apni janmo janmo se pyasi aatma k liye kya kiya aur aj is disha main kya kerne ja rhe ho...
khatre ki ghanti bajti h lekin sunai nhi deti
sans ghati h lekin dikhai nhi deti
vakt gujer jata h lekin ayhsas nhi hota
aakhiri sans tk wakt tumhare hath main h
ishwer k samne ek baar to jana hi h
utho jago aur ab to kuch kr lo............

Address

Sanket Mochan
Varanasi
221005

Telephone

9794212535

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Astrological & Vastu Research Centre posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share