22/11/2018
Allah ki trf a jyo is sa pehla wo tmha bula le
Jab Allah kisi ko hidayat dena pa ata ha to us ko sajdoo ma rona sekha deta ha jab wo apna banda sa itna payar karta ha to ap q nehi kar skta is sa pehla k tooba k sara darwaza band ho jye or kafan ma chupa dia jyo chala ao Allah ki trf is sa pehla ke wo tmha apni trf bula le fer be to us k samna muu chupata phiro g Akhrat k din ho g nafsa nafsi k alam ho g har tarf awaz a rhi ho ya Allah meri maa nehi mera bap nehi Ya Allah sirf meri mafi Hazart Umer bol rha ho g Ya Allah koi nehi sirf meri mafi Sara Ali bol rha ho ge Ya Allah meri maa nehi mera bap nehi nafsi nafsi use duran awam aye g ummti ummti ya Allah meri ummet ya Allah mera ummet sab dekha ge ya kon ha to wo humera payar muhammad ho ge 😭
Bhaioo wo to tumhara lia sari zindgi rota rha akhrat ma b tmhara lia roa g kuda k wasta ha apna Rab ki trf wapis a jyo is sa pehla k wo tmha apna pass bula le logo pa reham karo yateemo k sar pa hath rakho gareebo k kam ao burho k kam ao Allah ki qasam ya cheeza tmha kamyabi ki trf la aye g